Posts

Hello friends these are some of the best Love shayari that you may like. #1: Love shayari in hindi-1 Hamen Seene Se Lagakar Hamari Sari Kasak Door Kar Do, Ham Sirf Tumhare Ho Jaye Hamen Itna Majaboor Kar Do. हमें सीने से लगाकर हमारी सारी कसक दूर कर दो, हम सिर्फ तुम्हारे हो जाऐ हमें इतना मजबूर कर दो। Apni Kalam Se Dil Se Dil Tak Ki Baat Karte Ho, Seedhe Seedhe Kah Kyon Nahin Dete Ham Se #Pyar Karte Ho. अपनी कलम से दिल से दिल तक की बात करते हो सीधे सीधे कह क्यों नहीं देते हम से #प्यार करते हो। Ye Zaroori Nahin Hai Ki Har Baat Par Tum Mera Kaha Mano, Dahleej Par Rakh Di Hai Chahat Aur Ab Aage Tum Jaano. ये ज़रूरी नहीं है की हर बात पर तुम मेरा कहा मानो, दहलीज पर रख दी है चाहत और अब आगे तुम जानो। Kadak Sardi Mein Jalti Hui Alaav Se Ho Tum, Aanch Had Se Zyada Ho To Bhi Door Nahin Raha Jata. कड़क सर्दी में जलती हुई अलाव से हो तुम, आँच हद से ज़्यादा हो तो भी दूर नहीं रहा जाता। Tapakti Hai Nigahon Se... Jhalakti Hai Adaon Se, Mohabbat Kaun Kahta Hai Ki Pahchani ...